BUILDING BLUEPRINT

Next level lyrical insight is a moment away.

Lyrical Analysis of...

Rap bihari

  1. This is Rap bihari
  2. Bole to garda uda denge
  3.  
  4. 1//. Aao dikhaye tumhe bihari ki shan
  5. Famous litti chokhe ka dukan
  6. Zamindari apni shan
  7. Bohot Sara khet khaliyan
  8. Aam lichi ka bagan
  9. Desi Apna khan pan
  10. Apne yaro ka hai name
  11. Har gali me bacche saitan
  12. Badmasho me aata apna nam
  13. Idhar khesari ke fan
  14. Bhojpuri ka hai trend
  15. Idhar har bande me dam
  16. Sun bihari hai ham
  17. Apna bheja garam
  18. Apne jigre me dam
  19. Baju me katta
  20. Looks like a dabang
  21. Bihari hai ham
  22. Hai Bihar ye bihar
  23. Hai bihar ye bihe
  24. Hai bihar ye bihar
  25. Bihari hai ham
  26. Ye bihar hai janab
  27.  
  28.  
  29. 2//. Ilaka hamara yha chalti hamari
  30. Court kacheri to Jeb me hamari
  31. Pelenge itna bologe sorry
  32. Chokra Bihari hai to 100 pe bhari
  33. yar mere hai bade badhmash
  34. Uljhohge inse to kar denge bass
  35. Phirte hai londe katto ke sath
  36. Nari ka idhar karte lihaz
  37. Khol ke Kan sun meri awaz
  38. Gana bihari baje to
  39. Nache gabbar ka baap
  40. Rkstar pe yha hota hai nach
  41. Gadi spelndor se garda udate
  42. Pappa ki pariyo ke nhi nakhre uthate
  43. Breakup ho jaye to ham podhte patake
  44. Dosto ke sath phir chillam udate
  45. Tambaccu se nhi ham karte parhez
  46. Pappa ke paiso pe nhi karte ham aiesh
  47. Abbad itihash me hai nam
  48. Tere jaise hamko thokte salam
  49. Bihar ka ladka kare bade bade kam
  50. Beta Patna ka baccha kar de Kam tamam
  51. Rap bihari baje har Galli dukan
  52. Trending me aa gya dekh tere Bhai ka nam
  53. Bihar se ham bihari meri shan
  54. bihari hai ham
  55. Ye bihar hai janab
  56. Hai bihar hai bihar
  57. Hai bihar ye bihar
  58. Bihari hai ham
  59. Ye bihar hai janab
  60.  
  61. 3/. Bihar ke hotolo ki chai garam
  62. Jo lade badan me Josh garam
  63. Aur mind ki garmi ko karde naram
  64. Status bihar ka aa tujhko dikhadu
  65. Buddha temple gya me guma du
  66. Nalanda college Patna ghumau
  67. Abe chote se bada idhar sab kalakar
  68.  
  69.  
  70.  
  71.  
LYRICAL GRADE

RHYME DENSITY

0

RHYME LENGTH

1 syllable
2 syllables
3 syllables
4 syllables
5+ syllables
Word Cloud

What is a Blueprint?

A blueprint is like a report card for your lyrics. It contains a lyrical breakdown and analysis of all the words, syllables, and rhymes in your song.

Learn More >

Cookin' something up, just wait a sec...